Saturday, 4 August 2012

BRAHM , PARMATMA AND BHAGWAN . ARE THREE OR ONE . RAM , VISHNU AND KRISHNA ARE ALSO THREE OR ONE

JAI RADHE. PAR BRAHM IS THE ONLY SHELTER OF ALL THE SPIRITUAL AND MATERIAL WORLD OR INTERNAL IE SWAROOP SHAKTI OR SPIRITUAL WORLD ,MARGINAL ( TATASTA SHAKTI IE JEEV) , EXTERNAL IE MAYA SHAKTI .
WHAT IS THE REASON OF DIFFERENT NAMES AND FORMS OF ONE OBJECT. WHY NOT ONLY   ONE NAME AND SHAPE BUT HERE THESE THREE HAVE DIFFERENT IDENTITY AND AREA OF WORK AND DIFFERENT STYLE OF WORK .  A PERSON WHO REACHES BRAHM IS GETTING DIFFERENT TASTE AND WHO GET TO PARMATAMA HAVE DIFFERENT WAY TO APPROACH AND DIFFERENT REALISATION IN THE LAST AND SAME FOR BHAGWAN ALSO . 
THERE ARE MANY A PEOPLE WHO SAY SAB EK HAI MANY SAY DON'T KNOW , SO WHAT ACTUALLY ALL THIS IS .
A FAITHFUL DEVOTEE WILL KNOW EASILY, THIS FACT IS BASICALLY KNOWN IN SADHU SANG AND BY KRIPA . 
A PERSON OF OWN STYLE CAN NEVER ENTER THE REALM OF SPIRITUAL SKY . ONLY SHASTRA PADDATI IS FAULT LESS AND WAY TO SUPREME BRAHM KRISHNA . 
TRY TO UNDERSTAND WITH AN EXAMPLE IF  NOT BOOSTED BY PERSONAL MAYIK  GYAN .
ADWAY (NOT TWO) VASTU KISI KISI STHAN PE PARMATMA KISI STHAN PE BRAHM AUR KISI STHAN PE BHAGWAN NAM SE KATHIT HOTA HAI .  AB YAHA YEH DEKHNA HAI KI BRAHM ,PARMATMA , BHAGWAN YE JO TEEN HAI KYA YE ADWAY VASTU KE NAMANTER YA BHINNA BHINNA NAM HAI ? YA YE USKE ( ADWAY) TEEN AVIRBHAW BISHESH KE TEEN NAM? YADI YE TEEN NAM EK HI ABHINNA VASTU KA NAMANTER HAI TO YE SAMANYA  LAKSHAN HUA . AUR KYOOKI KEWAL NAMANTER HAI TO TEENO KA VISESH LAKSHAN BHI EK HI HONA CHAHIYE TABHI TO YE TEEN EK HI HONGE . 
NOW SEE WITH EXAMPLE . 
JAL,  WARI , AND SALIL YE TEEN EK ABHINNA VASTU KE TEEN NAM HAI , JAL SHABDA SE JO SAMJHA JATA HAI WARI SE BHI WAHI AUR SALIL SE BHI . YANI PANI . YANI IN TEENO NAM MAI SAMANYA AUR VISESH GUN SAME HAI . TABHI TO EK VASTU PANI HUI . GUN ALAG HOTE TO ALAG VASTU HOTI . ISKO NAMANTR KAHTE HAI . NAMANTER MAI SAMANYA AUR VISHESH GUN SAME HOTE HAI . ISKA MATLAB JAL WARI, SALIL EK ABHINNA VASTU KA NAMANTER MATRA HAI WO EK ABHINNA  VASTU PANI HAI . KINTU BARAF , JAL AUR WASP (VAPOURS) KA VACHYA EK VASTU NAHI . YANI BARAF KAHA JAY TO PANI NAHI SAMJHA JATA , WASP KAHA JAY TO BARAF NAHI SAMAJHA JATA YANE EK DUSRE SE BHINNA HAI . ISKO KAHTE HAI AWASTANTAR . JIS PRAKAR NAMANTER MAI SAMANYA OR VISHESH GUN SAME HOTE HAI , AWASTHANTER MAI SAMANYA TO SAME HOTE  HAI PAR VISHESH ALAG HOTE HAI . JAISE SAMANY LAKSHAN  SE YE TEENO JAL SE BANE HAI PAR VISHESH LAKSHAN MAI BARAF KATHORE OR HARD HOTI HAI JAL TARAL HOTA HAI WASP DIKHTI NAHI YAU ROOP HOTI HAI , DHYAN DENA AUR PRYOJAN BHI TEENO KA ALAG ALAG HAI . TEENO ALAG ALAG KARYA MAI PRYOG HOTE HAI . HAI SAB KUCH PANI SE . JAB PANI SHEET SE JAM JAAY AUR SFITIK SILA JAISA HO JAAY TO BARAF KAHLATA HAI , TAAP DENE PAR PANI WAYU KI TARAH HO JATA HAI USE WASP KAHTE HAI . TO YE AWASTANTER KI STITHI HAI AUR ISMAI SWAROOP ALAG ALAG HOTA HAI AUR KARYA BHI AUR YEH PRAYAY WACHI OR NAMANTER NAHI HAI . 
ISI PRAKAR PARAM TATWA TO EK HI HAI ( SAT CHID ANAND  SAMANYA LAKSHAN ) PAR YAHA PARMATMA , BRAHM AUR BHAGWAN ALAG ALAG KARYA KARTE HAI INKE AUR INKE VISHESH LAKSHAN BHI ALAG HAI . PARMATMA HRIDAYAST SUPERSOLE KO KAHTE HAI USKA KAM KEWAL MATRA DRASTA KA HAI , WO ACT NAHI KARTA , PAR BHAGWAN PAKSH LETE HAI KRIPA BHI KARTE HAI JAISE AJAMIL PE PUTNA PE , BIVISHAN PE ETC HAZARON EXAMPLE HAI . LOG IN TEENO KO EK HI SAMAJHTE HAI . BRAHM TO BHAGWAN KI ANG KANTI MATRA HAI . BAHUT KAHA JA SAKTA HAI TYPE KARNE SE SAMJHANE KA ASHRAY NAHI KEWAL HINT DIA JA RAHA HAI , AGE DHODO AUR PUCHO , SAB HAI  JANNE WALE KI  BHOOK PAR , USE SATAYE TAB TO . YEH HI FORMULA , RAM , KRISHNA , NARSINGH , VISHNU ALAG ALAG AVTARON PE  BHI LAGU HOTA HAI . AGE DEVTAON PE  BHI ETC . 
DO VICHAR HOTE HAI  THAKURJI KE REGARDING . EK TO  SIDDHANT TATWA AUR DUSRA RAS TATWA IN DONU MAI RAS TATWA HI PRADHAN HAI AUR AWASTANTER KI PUSTI AUR CLEARITY DETA HAI . KYA AISA HO SAKTA HAI KI RAS VICHAR SE RAM JI KE SATH SITAJI HAI AUR KRISHNA KE SATH RADHAJI , VISHNU KE SATH LAKSHMI JI .  TO RADHA RAM GALAT NAHI HONA CHAHIYE  SITA KRISHNA BHI GALAT NAHI HONA CHAHIYE LAKSHIM RAM YA KRISHNA BHI GALAT NAHI HONA CHAHIYE . KAR KE DEKHO . KOI MANTRA AISA NAHI OR WAKYA AISA NAHI JO ISKI PUSTI KARDE AUR RASA BHAS UTPANN HO JAYEGA . 
AGAR AISA HI HOTA KI SAB SAME HAI TO JAB SATI SITA BAN KE GAI  RAM JI ANGIKAR KAR LETE . SAB EK HI HAI NA , SHIV JI BHI KAHTE OKI BAT NAHI SATI KA TYAG KAR ALAG N BITHATE . JO LOG RAS TATWA SE ANBHIGYA HAI WO HAI SAB EK HAI KAHTE HAI AWASTANTER NAHI PAHCHANTE . RAS BHED N HO TO MANUSYA KO DEKHO , PANCH BHOOT ( EARTH EATHER WATER, FIRE , SKY ) SE BANA HAI HAR KOI
PARMATMA BE EK HI HAI SAB MAI . AUR ATMA BHI BADI AGA KI CHINGARIYON JAISI YANI EK HI SOURCE HOTA HAI TO SAB INGREDIANTS SAME HAI JI . TO HAR ADMI KA EK JAISA TESTE , STYLE , SHAPE ,DESIRES , LOOKS , HAI KYA . SAMAYA GUN SE SAB SEME HAI , VISHESH GUN MAI DIFFERENCE HOTA HAI TAB WAHA PYAR GUSSSA , INSULT ETC PRODUCE HOTA HAI . SO  WO JO BHAKTI MAI AGE BADNE KA PRAYS KARTE HAI WO  KAHI CONFUSE N HO JAYE ISKE LIYE LIKHA HAI . JO MISRIT BHAKTI WALE HAI AUR PURE BHAKTI SE BAHUT DUR HAI WO KAHTE HAI SAB EK HAI . MISRIT BHAKT BHI HOTI HAI PAR PURE BHAKTI AUR UUPER HOTI HAI . BAHUT EXAMPLE DIYE JA SAKTE HAI YE MAINE KAHA KEWAL HINT HAI WUN NAYE BHAKTON KE LIYE JO SARANGATI BHAW RAKHATE HAI . DONT GET CONFUSED . BHAKTI IS ALL WITH SIMPTOMS  AND STEPS .  
ANOTHER EXAMPLE , ALL DIFFERENT SWEETS COME FROM SUGAR ONLY . BUT WHY MANY SWEETS ARE SHOWN IN A SHOP WITH DIFFERENT COLOUR , TASTE AND SOMANY THINGS , SIDDHANT TATWA IS SAME IE  SUGAR BUT RAS TATWA IS DIFFERENCE IN SWEETS , RASGULLA , LADDU PEDE, ETC ALL WITH DIFFERENT TASTE . THIS IS TO BE NOTED ......SO ALL DEPENDS ON RAS TATWA AND KRISHNA IS THE CHIEF RASAGYA AND HOLDER OF RAS ...... SOME TIME LATER WE WILL DISCUSS ON THIS MATTER 

HARI BOLLLLLL